a blog which Provides Free computer knowledge internet software market business health all tech news latest technology news, phone launch details, smartphone reviews, news on laptops, cameras Etc.

Breaking

Thursday, 2 November 2017

How to Improve Smartphone Battery life in hindi

 SMARTPHONE BATTRY

HELLO friends apka smart phone ke battry jaldi khatam ho jata he fikar mat karea aj me apko ak naya trick leke aya hu
jisise ap apki smart phone ki battry life ko badha sakte ho kya karna padega apko bas mujhe follow karo
  1. KAISE KARE.first ap phone ke dial pad open kare aur ap *#*#4636#*#* number ko dial kare ak page khulega
    .issse phone ke sare detals dekhai dega ye smart phone ke screen pe mil jayega
    .ise charging , battry scale , single strenth ,gprs, roming,network type, location sari jankari mil jaegi yadi phone ke battry samasya hoga aur battry jaldi dis charge ho jata he to ye *#*#4636#*#* coad jariea battry ka samasya dur kar paoge ise bar bar ap store
    nahi jana padega 
  2.  VIBRATING ALART.phone ko type karne ke samaya apki vibrating hoga isko off kar lijia ye jayda battry leta he yadi phone ko vibratihg mode rakhte ho to off kar lijia isise jyada battry lost hota he 
  3. BLACK WALLPAPER.yadi app ka phone amolade display se low to  to battry ko black wallpaper rakhna acha hota he ye is lia jo pixle amplade create karta he light color ko clear ka tarha karta he isise light jyada lagta he ise jyada battry lost hota
    isise apki battry ko achi rakhe...   
  4. OFFLINE TRANSLATE
     HELLO friends ap ak ward ko translate karna chahate ho to ap internet ki madat lete ho net nahi to ap ward ko translate nahi kar pate ho google ne translate app ko naya update kia he jiske jaria ap offline translate kar sakte ho
    google ne indian user ke lia  google translate app ko update kia he iske jaria  user apne apne language se ofline translate aur instant visual translate kar paoge
    ye phechar  bangala,marathi,tamil,talugu aur urdhu, language se hoga
    google translate se conversation mode phechar hoga jiske jaria user apne language se our koi se bat kar paoge
    KAISE KARNA PADTA HE conversation mode phechar ye phechar use karne ke lia user mic ko tap karna padta he
    isse apne language se bolna padta he iske jaria translate app apke language ko samaj pake aur language ko translate kar dega dona log apne ap ka language ko samaj nahi pa rahahe ye phechar jaria language ko samaj paoge  offline supprt se
    offline supprt phechar user bina internet ki madat leke translate kar paega isko use karne kalia translate app me sari language he ap language  ko pahele download karke iske bad offline ke jaria translation kar paoge ,,,....

     

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Pages